Ek Shayar ka Safar

Hello friends.This blog is Ek Shayar ka safer.Manzil is life,Target, Vision, Aim. Without motivation, inspiration we cant get target.So i will try my best to write more Inspirational , Motivational words. Through which reader come out from depression and they have to eager to spend a enjoy full life.So please join it and put your comments. Ye aap sab ki manzil ka hai safar, Ye badhte kadmo ki hai ek dagar, Ab zindagi ko banalo hamsafar, Jaan lo ye Ek Shayar ka hai safar...........

Sunday, January 31, 2010

Ye Lakire


Ye lakire kisi ka mukadar nahi hoti,
Ise badlana sabke bas ka nahi hoti,
Kadam sambhalkar chalna hain hota,
Yu Manzil pana itna aasan nahi hota !

*********************************

Written by : Maya MAnzil
maya.manjil@gmail.com

Muhabat Muqadar hain


Muhabat Muqadar hain iska koi jawab nahi,
Pyar ko pana ya na pana ye koi gunah nahi ,
Pyar ki panah ki ginti aaj tak kisi se na huai,
Ab kya kahe aapko iska hisab rab ke haat sahi !

************************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com


Saturday, January 30, 2010

Zindigi Se Na


Zindigi se na jane kyu Anjaan hain,

Har raste ki apni ek nai manzil hain,
Pahuchna ka ab tumhe intazar hain,
Ab na tu is baat se bekhabar hain !

********************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmal.com

Friday, January 29, 2010

Kya Kare Ye Dil


Kya kare ye dil ki kalam hain,
Do labzo ko dekh likh deti hain,
Is kalam ka koi kasoor nahi hain,
Kasoor ye ki Manzil ne roka hi nahi !

**********************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

A Ajnabi Tune


A ajnabi tune hamara rasta saaf kar diya,
Bas is manzil me ab koi moad nahi hain,
Hasan aapka a ajnabi ye safar lotane ka,
Ab koi moad nahi hamare wapas aane ka !

****************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Bas Samne Kisi


Bas samne kisi ke do shabad hote hain,
Dil me hamre unka jawab hota hain,
Na jane ham unko kaise likh dete hain,
Kasoor itna hain ki ye kala bata deti hain !

*********************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Kisi Ne Nahi


Kisi ne nahi bas unke labjo ne khafa kar diya,
Ye hakikat hain ki aapne khud se daga kar diya,
A ajnbi u na socho jo dil me tha wo tune kah diya,
Un sabdo ne in aankho ke samdar ko fir bhar diya !

**********************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Mulakat Huai


Aaj kisi apne se mulakat huai,
Sapno ko jodne ki baat huai,
Tamam yaade jab suru huai,
Safar me Manzil ittfak huai !

****************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Ek Sapna Hain


Har insan ki apni manzil hoti hain.
Dil ne kaha or hamne ise chuna hain,
Sabke sapne Is manzil me bune hain,
Us sapne me is manzil ka ek sapna hain !

****************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

A Khuda


A Khuda Sabko khus rakhna,
Dua ka saya sabpe tu rakhna,
Dena na kisi ko jarurat sejayada,
Tabhi kadar karega wo hamesa,
Manzil khush hain apne musafir se !

***********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Ham Ye Jaan Kar


Ham ye jaan kar aap pe farkra karte hain,
Pyar ki mala me aur moti dalne to kahte hain,
Ye ek pyar ka sagar hai jo sab me bahata hain,
Ye Manzil ka safar jo hamesa chalata rahta hain!

**************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Ek Anjana Sa Khawab


Ek anjana sa khawab buna,
Usme tha koi anjana sa apna,
Usko diya tha hame ek sandesa,
Jaha bhi ho Khush rahna hamesa !

*****************************

Maya Manzil
maya.anjil@gmail.com

Ek Teri Ye Bechaini


Ek teri ye bechaini or mayushi,
Kuch hain jani or pahchanishi,
Tera pyar aaj bhi tere saath hain,
Chandni raat or ab na ye khamoshi !

*****************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Thursday, January 28, 2010

koshis


मंजिल दूर दिखती हैं पर पहुचने की कोशिस करों,
मुश्किलें बहुत होती हैं पर हटाने की कोशिस करों,
होसला कम ना होने दो उसे हासिल करने की कोशिस करों,
उम्मीद ख़तम ना होने दो हकीकत में बदलने की कोशिस करों !

**************************************

Maya MAnzil
maya.manjil@gmail.com

chahat


खयालो को हकीकत में बदलने की चाहत हैं,
राही को मंजिल तक पहचाने की चाहत हैं,
कांटो को फूलो में बदलने की चाहत हैं ,
वक़त को अपने काबू में करने की चाहत हैं,
जो कह दिया उसे कर दिखाने की चाहत हैं!

***************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

chunoti


मालूम नहीं मेरा होसला कब तक हैं,
मंजिल में ना जाने राही कब तक हैं,
मंजिल और राही साथ में जब तक हैं,
मेरी जिन्दगी की ये चुनोती तब तक हैं!

***********************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Khud Ki Pahachan


खुद की पहचान के लिए हमने जतन अकेले किया,
लाखो की भीड़ में हमने खुद को अकेले पाया,
हुआ कुदरत का ये करिश्मा एक फरिस्ता हमने पाया,
राही को मंजिल पहुचने तक साथ उसने दिया!

********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Vo Vapha Ki Rasam


वो वफ़ा की रसम क्या मुझसे निभाने निकला ,
मेरा ही दर्द था जो मुझको रुलाने निकला,
वो हर कदम पे क्या मेरा साथ निभाने निकला,
मेरी ही परछियाँ थी , जो मंजिल तक सहारा निकला!

*********************************

वो कहते है की वो मुझे जानते है ..
वो जानते है की या अनजान बनते है
इस गुलिस्तान में एक है जो पहचानते है .
हम उनका ही फ़साना गुन्गुनानते रहते है !

**************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Ummid Aisi Ho


Ummid aisii ho jo Jine ko majaboor kare ,
raah aisi ho jo chalane ko majaboor kare ,
hosala aisa ho jo badne pe majaboor kare ,
aise bano jo vakt ko jhukane pe majaboor kare !

**************************************

Maya Mnazil
maya.manjil@gmail.com

Wakt Ke Hatho


वक़्त के हाथो कभी मजबूर न बनने दो ,
मजबूरी को ये खबर न होने दो ,
वक़त को अपनी मुट्ठी में रहने दो ,
तक़दीर को कभी ये अहसास ना होने दो !

*****************************

वक़त वो है जो कभी रुकता नहीं,
लहरे वो है जो कभी ठहरती नहीं ,
समंदर वो है जो कभी सूखता नहीं ,
हम वो ह जो मंजिल में मुड़कर देखते नहीं !

****************************

पत्थर की लकीर को तक़दीर ना कहो ,
किसी की बेबशी को मज़बूरी ना कहो,
जीने के अंदाज को चलन ना कहो,
अगर जीन्दगी में कुछ पाना हैं तो,
वक़्त के बदलाव को कुछ ना कहो.

*************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Kuchh Na Kaho


पत्थर की लकीर को तक़दीर ना कहो ,
किसी की बेबशी को मज़बूरी ना कहो,
जीने के अंदाज को चलन ना कहो,
अगर जीन्दगी में कुछ पाना हैं तो ,
वक़्त के बदलाव को कुछ ना कहो !

****************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com


Dansta Waqt ki


Is duniya me bas wqat ki jarurat hain,
Zindgi me bas ek wqat ki huqumat hain,
Hamari zindgi ishi wqat se hi judi hain ,
Ab frak malum hua kise kiski jarurat hain !

**********************************


Usi wqat se log apni hasti badal lete hain,
Bas ek thokar se khud ko sambhal lete hain,
Yade to yade hoti hain jo bhulai nahi jati hain,
Aise wo khyal hain jo wqat ke sath badal jate hain !

*****************************************

Takdeer ko banaya kisne hain
Waqt ne hi tujhe rulaya hain,
Us dager ke bahkte musafir hain,
Tumne hi khud ko aisa banaya hain !

********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com


Ek Nai Shubhah


Ek nai Shubah kuch le ke aati hain,

kuch jane-anjane geet gungunati hain,

Aaj or bite huaye kal me fark batati hain,

Ye subah Zindgi ki haqiqat batlati hain !

**********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Baat Kahke


Baat kahke hamne kiya hain gunah,
kisi apnse ke aane ki hain ye wajah,
kisi ka dil dukha ke paai hain sajah,
hamne jab bhi kaha wo sach hi kaha,
Na jane duniya walo ne jutha kyu samjha !

**********************************
Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Ek Anjana Sa


Ek anjana sa khawab buna,
Usme tha koi anjana sa apna,
Usko diya tha hame ek sandesa,
Jaha bhi ho Khush rahna hamesa !

******************************

Maya Manzil
maya.majil@gmail.com

Intazar Me

Intazar ab hame kisi ka hain,
Jiski dulhan hame bana hain,
Uski barat aani abhi baki hain,
Ye aankhe usi ke intazar me hain !

***************************

Maya Manzil

maya.manjil@gmail.com

Main


मैं एक उलझी सी पहेली हू,
खुद की सुलझी सी सहेली हू,
चांदनी रात में सपनो को बुनती हू,
दिन के उजाले में उनको ढूंढती हू !

**************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Tere Pas Milenge


गैरो की भीड़ में अपने दिखेंगे,
तेरा साथ हम कभी ना छोडेंगे,
साया बनकर हम तेरे साथ चलेंगे,
मुड़कर देखना हम तेरे पास मिलेंगे !

*************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Chhoti Si Duniya Men


सूरज की किरणों को धरती पे गिरते हमने देखा,
बहती नदी के पानी को सागर में मिलते हमने देखा,
धरती पे रंग बिरंगे फूल खिलते हमने देखा,
इस छोटी सी दुनिया में वो सब हमने देखा!

किसी के सपनो को टूटते हमने देखा,
अपनों का साथ छुटते हमने देखा,
अरमानो को मिटटी में मिलते हमने देखा,
इस छोटी सी दुनिया में वो सब हमने देखा!

इंसान को वक़त की कटपुतली बनते हमने देखा,
नाविक की कसती को लहरों में डूबता हमने देखा,
मंजिल में मुसाफिर को अड्चानो से रुकते हमने देखा,
इस छोटी सी दुनिया में वो सब हमने देखा!

आँखों से आंसू को निकलते हमने देखा,
आग से इंसान को झुलसते हमने देखा,
खुशियों को गम में बदलते हमने देखा,
इस छोटी सी दुनिया में वो सब हमने देखा!

*********************************


Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Sahame Kadam


सहमे कदम जब बढ़ते हैं फसले के लिए,

जिन्दगी मोड़ ले आती हैं किनारे के लिए,
वक़त की रफ्तार ना रो़क खुद को बनाने के लिए ,
होसला ही काम आता हैं, मंजिल तक पहूचाने के लिए!

**********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Manzil Mili


जिन्दगी के हर मोड़ पे चुनोती मिली,

दुश्मन की हर चाल पे मैं तैनात मिली,
वक़त से दो कदम मैं आगे चली,
कामयाबी की डगर पे मंजिल मिली !

*************************

Maya Manzil
Maya.manjil.com

Har Raat Ke Bad


हर रात के बाद एक नया दिन निकलता हैं,

हर गम के बाद एक नई ख़ुशी मिलती हैं,
हर हार के बाद एक नई जीत मिलती हैं,
हर चुनौती के बाद एक नई मंजिल मिलती हैं !

******************************


Maya Manzil
maya.majil@gmail.com

Khona Aur Pana


खोना और पाना हमारी फितरत होती हैं,

हाथो की लकीरों में हमारी किस्मत होती हैं,
बंद मुठ्ठी में राज की बात छुपी होती हैं,
लकीरों को बदलने की बात कुछ और होती हैं!

*****************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com


Hatho Ki Lakir


हाथो की लकीर कभी तक़दीर नहीं होती,

राही की मंजिल कभी दस्तूर नहीं होती,
बहते आंसुओ की कभी जुबान नहीं होती,
लाब्जो से जिन्दगी कभी बयान नहीं होती !

******************************

Maya Manzil
maya.manjil.com


Khud me Kho Na Jau


आसमा की उचाई को जान ना जाऊ,

पानी के बहाव को थाम ना जाऊ,
सितारों की चमक को रोक ना जाऊ,
कही खुद में मैं ही खो ना जाऊ !

फूल की खुशबू को महक ना जाऊ,
समुद्र की लहर को रोक ना जाऊ,
सूरज की रौशनी को भसम ना जाऊ,
कही खुद में मैं ही खो ना जाऊ !

हवा के झुकाव को मोड़ ना जाऊ,
आग की लपेट को मिटा ना जाऊ,
चाँद की चांदनी को मिटा ना जाऊ,
कही खुद में मैं ही खो ना जाऊ !

हर सफ़र का हमसफ़र बन ना जाऊ,
मंजिल में अड़चन को हटा ना जाऊ,
राही को मंजिल तक पंहुचा ना जाऊ,
कही खुद में मैं ही खो ना जाऊ !

********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Jaane Se Pahle


Jaane se pahle aapko ek baat kahana baki hain

Jaane se pahle aapka ek mujh par ahsaan baki hain

Kadam bahkte hain, safar me raahi mukarte hain,
Jaane se pahle hamara ye safar abhi baaki hain !

Kis dil ko sambhale the, Jise tumne khoya hain,
Jaane se pahle abhi hamare dil ka arman baki hain !

Tere dil ke arman kiye nahi hamne pure,
Jaane se pale abhi kisi ki yaad dilana baki hain !

************************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com


Gumanam Raho Men


Gumanaam raaho men ham doodte rahe,

Use Na jaane ham kahaa khojate rahe,

Bahate jharane se ham poochhate rahe,
Kisi apane ko yu ham talaasate rahe !

Ons ki boondon se ham poochhate rahe,
Sooraj ki roushani men doodte rahe !

Raat ke andhere main khojate rahe,
kisi apane ko ham talaasate rahe !

************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com



Hamari Shayari


Apani jindagi ko shabdon men kahana hi badi baat hain,

doosaro ki juba pe kahalavaana hi badi baat hain
hamen jo koee jaan le vo bhi badi baat hain
hamaari shaayari ko jaan lo vohi badi baat hain

*******************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Apane Ko Talasate Rahe


Mitatti ki trah ham udte chale,
Paani ki tarah ham bahate chale,

Najaane tumhe ham kaha khojate chale,
Khushabu kii tarah ham mahakate chale,
Lahron kii tarah ham laharaate chale,
Beganon men ham apane ko talaasate rahe!

*****************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Wednesday, January 27, 2010

A Raahi


अ राही तुमसे कभी मैंने वक़त ना माँगा,

लकिन उस वक़त ने हमेशा मेरा साथ माँगा,
तुझसे जुडी याद को कभी मैंने ना माँगा,
लकिन तेरी यादो ने हमेशा मेरा साथ माँगा,
तेरे दोस्तों का महफिल में कभी आना ना माँगा,
लकिन तेरे दोस्तों ने महफिल में मेरा साथ माँगा,
बीती यादो को दोहराना कभी मैंने ना माँगा,
लकिन राही तुने उसमे भी हमेशा मेरा साथ माँगा!

*******************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Dil ka haal


Wqat ab tumhe kya batayega,
Ham hi hain jo tujhe batayenge,
Tum apne dil ai kya hame kahonge,
Ham hi ab tere dil ka haal kahenge !

**********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Happy New Year 2010


Chand ghadiyon ke hain lamhe ye ,
Kuch sunese kuch unsunne se,
Kuch jaane se kuch anjaane se,
2010 mubarak ho aako 2009 ke jaane se !

**************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Pyaar


Pyaar do dilo ka mailan hota hain,

Sab ki khushiyo ka aangan hota hain,
Jaha har gam or sukh bata jata hain,
Is pyaar ke aage Rab bhi jhuk jata hain !

*************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Kya Kahe


kya kahe halat hi kuch aise hain


Jo sab kuch khud hi kah dete hain

Ab khamoshi hi apni lagti hain

Hamare jajbaat bs yahi kahte hain !

*********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Dost Kya Hain

Insaan Hi Insaan ke kaam aayega,
Jo bhi ho wohi saath nibhayega,

Jo bhi hoga accha hi hoga,
Kal kisko pata kya hoga,

Jindgi ek khuli kitab hain,
Har panna 1 Khawab Bunta hain,

Hamse jano dost kya hain,
Ek Mahakta khilta gulab Hain !

*******************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Dil Me Ho Jo


Dil me ho jo wo aise hi yaad aata hain,

Har us purai yaado ko taja kar jata hain,
Kaise kahte ho ki use bhula diya tumne,
Aaj bhi wo khawabo me fir kyo aata hain !

***************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Dil Sochta hain


Dil sochta hain or kalam likh deti hain,

Koi puchta hain or ham jawab dete hain,
Waqt khata hain or ham karke dikha dete hain,
Bas itni gahri soach or hoash uda ham dete hain !

***********************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Jamana Ham Se Nahi


Jamana ham se nahi ham jamane se chalta hain,

Dil ham se chahata nahi, ham dil se chahate hain,
Baat tere chahare se nahi, tere dil se jhalakti hain,
Har shaksh nahi aazmana chahata teri baate aise hain !

*******************************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Zindgi Ki Dastan


Khali haath aate hain or chale jate hain,

Hona kya jo kahte hain nibha ke jate hain,
Zindgi ki bas yahi Dastan kah ke jate hain
Wqat ka kya bharosa kis mod pe le Jata hain !

**************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Pyar Ka Matlab


Pyay ka matlab use pana nahi hota,

Milna bichudna zindgi me hain hota,
Ek duje ki khushi me pyar hain panpta,
Jitni hain duriya badhta hain pyar utna !

************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

A Ajnabi Tu


A ajnabi tu yu na mujhe jaan,

Mujhe na, meri kala ko jaan,
Tu apni kla me bana pahchan,
Maine jana yahi hain tera arman !

**********************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Pyar Shabd Apane Me


Pyar shabd apne me pyar hota hain,

Ye to bas do dilo ka atbaar hota hain,
Milna bichudna isme bar-bar hota hain,
Ye jante huai bhi sabko pyar hota hain !

*************************************

Written by : Maya Mazil
maya.manjil@gmail.com

Chaman Me ek


Chaman me ek khilta phool hi kaphi hain,

Gagan me ek chamakta tara hi kaphi hain,
Smander me ek tairati machali hi kaphi hain,
Manzil ki shayari ke do shabd hi kaphi hain !

****************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Tuesday, January 26, 2010

Dil Ki Aawaj


Wo dil ki Aawaj hi kya jo nagme badal de,

Wo apne hi kya jo wqat le apna muh mod le,
Ye palke hi hain jo in aankhao ko sambhal le,
Ab sapanao ko hakikat me badlne ki than le !

*************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Main Kaon Hu


Main khilte phool ki kali hu,

Main bhatkte musafir ki manzil hu,
Main chankte sitare ki chamak hu,
Ab tak kisi ne na jana main kaon hu?

Main lahrate samadar ki lahar hu,
Main mahkte phool ki khusbu hu,
Main kisi ke sapno ka sitara hu,
Ab tak kisi ne na jana main kaon hu?


Main aankh se nikla wo aansu hu,
Main nind me buna wo sapna hu,
Main ummid me pani wo aash hu,
Ab tak kisi ne na jana main kon hu?


Main har saas me bhi aas hu,
Main har baat me bhi raaj hu,
Main safar me bhi hamsafer hu,
Ab tak kisi ne na jana main kaon hu ?

Main gujre hye kal ki wo yaad hu,
Main bhul kar bhi wo fariyad hu,
Main shyari me likha wo shabd hu,
Ab tak kisi ne na jana main kaon hu ?

************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

A Zindgi Mujh


A Zindgi mujh manzil par sawal na kar,

Badhte kadmo ko rokane ki kosis na kar,
Manzil ki raah me tu yu andhkar na kar,
Ab bas tu har Jawab pane ka intazar kar !

****************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Aaj Likhane Ko

Aaj likhane ko shadb nahi ,
Kyu ki tum ab saath nahi,
Ye duri hamse bardas nahi,
Ye do labaz kuch khas nahi !

**************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Pyar Karke

Pyar karke nibhane ka matlab ab hamne jana,
Kanto se bhari raah pe chalna ab hamne jana,
Chatatan bankar samana karna ab hamne jana,
Tujhe chahakar pane ka matlab ab hamne jana,
Kadam kadam pe saath dena ye ab hamne jana !

********************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Apne


Aaj ham is moad pe khade hain,
Hame malum nahi kaon apna hain,
Jinhe apna kha tha aaj paraye hain,
Bas ab ye aanshu hain jo apne hain !

********************************

Maya Manzil
maya.majil@gmail.com

Un Nazaro me


Un nazaro me afsaane hai jane pahchane,

Wohi baat hain jo nazare sirf tuje pahchane,
Us mahafil me kayau na aap hame pahchane,
Are ek wo bhi hain parwana jo sirf tujhe jane !

************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Bahut Din Pahle

Tumse huai thi meri baat
bahut din pahle

Us halat se thi meri sikayat
bahut din pahle,

Hamesa dena hain tera saath
ye jaan lena pahle,

Malum na thi tujhe ye baat
bahut din pahle !

***************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Manzil Pe Kasti


Manzil pe Kasti to uthti lahre milenge,

Zindgi ke har moad pe shahare milenge,

Rukh na modna tujhe haoshala milega,
Badhti kasti ko kabhi to kinara jarur milega!

****************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Zindagi Me Kisi Ka


Zindgi me kisi ka na hota sahara,

Dubte ko hain tinke ka hi sahara,

Beech majhdhar me nahi kinara,
Kosis kar kabhi to milega kinara !

******************************

Maya Manzil
maya.manji@gmail.com