Ek Shayar ka Safar

Hello friends.This blog is Ek Shayar ka safer.Manzil is life,Target, Vision, Aim. Without motivation, inspiration we cant get target.So i will try my best to write more Inspirational , Motivational words. Through which reader come out from depression and they have to eager to spend a enjoy full life.So please join it and put your comments. Ye aap sab ki manzil ka hai safar, Ye badhte kadmo ki hai ek dagar, Ab zindagi ko banalo hamsafar, Jaan lo ye Ek Shayar ka hai safar...........

Wednesday, January 27, 2010

A Raahi


अ राही तुमसे कभी मैंने वक़त ना माँगा,

लकिन उस वक़त ने हमेशा मेरा साथ माँगा,
तुझसे जुडी याद को कभी मैंने ना माँगा,
लकिन तेरी यादो ने हमेशा मेरा साथ माँगा,
तेरे दोस्तों का महफिल में कभी आना ना माँगा,
लकिन तेरे दोस्तों ने महफिल में मेरा साथ माँगा,
बीती यादो को दोहराना कभी मैंने ना माँगा,
लकिन राही तुने उसमे भी हमेशा मेरा साथ माँगा!

*******************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Dil ka haal


Wqat ab tumhe kya batayega,
Ham hi hain jo tujhe batayenge,
Tum apne dil ai kya hame kahonge,
Ham hi ab tere dil ka haal kahenge !

**********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Happy New Year 2010


Chand ghadiyon ke hain lamhe ye ,
Kuch sunese kuch unsunne se,
Kuch jaane se kuch anjaane se,
2010 mubarak ho aako 2009 ke jaane se !

**************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Pyaar


Pyaar do dilo ka mailan hota hain,

Sab ki khushiyo ka aangan hota hain,
Jaha har gam or sukh bata jata hain,
Is pyaar ke aage Rab bhi jhuk jata hain !

*************************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Kya Kahe


kya kahe halat hi kuch aise hain


Jo sab kuch khud hi kah dete hain

Ab khamoshi hi apni lagti hain

Hamare jajbaat bs yahi kahte hain !

*********************************

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Dost Kya Hain

Insaan Hi Insaan ke kaam aayega,
Jo bhi ho wohi saath nibhayega,

Jo bhi hoga accha hi hoga,
Kal kisko pata kya hoga,

Jindgi ek khuli kitab hain,
Har panna 1 Khawab Bunta hain,

Hamse jano dost kya hain,
Ek Mahakta khilta gulab Hain !

*******************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com

Dil Me Ho Jo


Dil me ho jo wo aise hi yaad aata hain,

Har us purai yaado ko taja kar jata hain,
Kaise kahte ho ki use bhula diya tumne,
Aaj bhi wo khawabo me fir kyo aata hain !

***************************************

Written by : Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com