Mnazil me ek musafir hi kafi hai,
Zindagi me ek ummid hi kafi hai !
Aaj me kal ka gujarna hi kafi hai,
Din me suraj ka nikalna hi kafi hai !
Raat me juganu ka chamakna kafi hai,
Gam me ek khushi ka aana hi kafi hai !
Dharti pe baris ki ek boond hi kafi hai,
Baag me koyal ki ek gunj hi kafi hai !
Teri yaad ke liye ek mulakat kafi hai,
Sapne ke liye ek nind ka jhoka kafi hai !
Aaiine ko teri ek jhalak mile wo hi kafi hai,
Ek Shayar ke liye shayari shabad hi kafi hai !
Written by: Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com
Zindagi me ek ummid hi kafi hai !
Aaj me kal ka gujarna hi kafi hai,
Din me suraj ka nikalna hi kafi hai !
Raat me juganu ka chamakna kafi hai,
Gam me ek khushi ka aana hi kafi hai !
Dharti pe baris ki ek boond hi kafi hai,
Baag me koyal ki ek gunj hi kafi hai !
Teri yaad ke liye ek mulakat kafi hai,
Sapne ke liye ek nind ka jhoka kafi hai !
Aaiine ko teri ek jhalak mile wo hi kafi hai,
Ek Shayar ke liye shayari shabad hi kafi hai !
Written by: Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com
very...nice
ReplyDeleteaapke liye kaafi hai,,,
par aapki jitni taarif kare wo kaafi nahi...
Abhi ke liye, to ye commment hi kafi hai.
hello Umesh ji,
ReplyDeleteThanks for your comment.
waah kya kahi hai aapne.
Ham itane bade shayar nahi hai, jiski tarif ke liye koi shabad nahi.
again thanks for comment.
Kosis kerenge or acchha likhne ki.jisse aapko koi shabad to mile hamari tafir karne ke liye.
waah-waah maye ji very-very good
ReplyDeletewaah waah maya ji very very nice
ReplyDeletewaah waah yaar mai diwana ho gaya aap ki shayri ka
ReplyDeletevery very nice