Ek Shayar ka Safar

Hello friends.This blog is Ek Shayar ka safer.Manzil is life,Target, Vision, Aim. Without motivation, inspiration we cant get target.So i will try my best to write more Inspirational , Motivational words. Through which reader come out from depression and they have to eager to spend a enjoy full life.So please join it and put your comments. Ye aap sab ki manzil ka hai safar, Ye badhte kadmo ki hai ek dagar, Ab zindagi ko banalo hamsafar, Jaan lo ye Ek Shayar ka hai safar...........

Tuesday, February 9, 2010

Ham Wo Hain Jo


Ham wo hain jo kabhi mayus nahi hote,
Dard hote huaye bhi mahsus nahi karte!

Aage badhne ka hosla ham hain rakhte,
Jugnu kitarah hamesaham hain chamkte!

Ek ankaha sa sapna ab ham hain bunate,
Use Pura karne ki chahat ham hain rakhte!

Phool ki kali ki tarah ham bhi hain khilte,
Raat me sitaro ki tarah ham hain chamakte!

Zindagi me mili thokar ko kuch nahi samajhte,
Ham wo hain iet ka jawab pathar se hain dete !

Ye is Manzil ka hain dastoor tumhe hain batate,
Ab to us Raahi ka hain kasoor kyo hain wo aate !

Maya Manzil
maya.manjil@gmail.com



2 comments:

  1. khuub kha waise bhi apki shaiyri hal pahle se hi kayal hai

    ReplyDelete
  2. Thanks Gupta ji,

    Kya kare ham shayar hi kuch aise hain,
    hamari shayari sabko acchi lagti hain,

    ReplyDelete